Dosti Shayari: Here you can the latest collection of Friendship Shayari. Friendship is a great relationship on the earth. Everyone has a friend in their life. Everyone wants to celebrate their friendship in a special way. They want a special friendship message to wish your friend. On our site ShayariDpStatus, you will find a huge collection of Friendship Shayari, Friendship Day Shayari, Dosti Shayari, Hindi Dosti Shayari Sms, Friendship Images, and more Friendship Shayari with Images for your friend. You can share and set stories on your Facebook and WhatsApp.
गुफ्तगू करते रहिये थोड़ी-थोड़ी दोस्तों से,
जाले लग जाते है अक्सर बंद मकानों में।
Guftgu Karte Rahiye Thodi-Thodi Dosto Se,
Jaale Lag Jate Hain Aksar Band Makaano Mein.
महफ़िल में कुछ तो सुनाना पड़ता है,
ग़म छुपाकर मुस्कुराना पड़ता है,
कभी हम भी हुआ करते थे आपके दोस्त,
आज कल आपको याद दिलाना पड़ता है।
Mehfil Mein Kuchh To Sunaana Padta Hai,
Gham Chhupa Kar Muskurana Padta Hai,
Kabhi Hum Bhi Hua Karte The Aapke Dost,
Aaj Kal Aapko Yaad Dilana Padta Hai.
मसरूफ़ हम भी बहुत हैं जिंदगी की उलझनों में दोस्तों,
पर उलझनों में दोस्तों को भुला देना दोस्ती नहीं होती।
Mashroof Hum Bhi Bahut Hain Zindagi Ki Uljhano Me Dosto,
Par Uljhano Me Dosto Ko Bhula Dena Dosti Nahi Hoti.
महक दोस्ती की इश्क से कम नहीं होती,
यह दुनिया इश्क में कफ़न नहीं होती,
अगर साथ हो जिंदगी में सच्चे दोस्तों का,
तो ये जिंदगी किसी जन्नत से कम नहीं होती।
Mahek Dosti Ki Ishq Se Kam Nahi Hoti,
Yeh Duniya Ishq Me Kafan Nahi Hoti,
Agar Sath Ho Zindagi Me Sachche Dosto Ka,
To Ye Zindagi Kisi Jannat Se Kam Nhi Hoti.
हम वक़्त गुजारने के लिए दोस्त नहीं रखते,
दोस्तों के साथ रहने के लिए वक़्त रखते हैं।
Hum Waqt Gujarne Ke Liye Dost Nahi Rakhte,
Doston Ke Saath Rahne Ke Liye Waqt Rakhte Hain.
दुनियादारी में हम थोड़े कच्चे हैं,
पर दोस्ती के मामले में सच्चे हैं,
हमारी सच्चाई बस इस बात पर कायम है,
कि हमारे दोस्त हमसे भी अच्छे हैं।
Duniyadari Mein Hum Thode Kachche Hain,
Par Dosti Ke Maamle Mein Sachche Hain,
Humari Sachchai Bas Iss Baat Par Kayam Hai,
Ki Humare Dost Humse Bhi Achchhe Hain.
जब भी साथ बिताया वक़्त याद आता है,
मेरी पलकों पर बहते आँसू छोड़ जाता है,
कोई और मिल जाये तो हमें न भूल जाना,
दोस्ती का रिश्ता जिंदगी भर काम आता है।
Jab Bhi Saath Bitaya Waqt Yaad Aata Hai,
Meri Palko Par Bahte Aansoo Chhod Jata Hai,
Koi Aur Mil Jaye Toh Humein Na Bhul Jana
Dosti Ka Rishta Zindagi Bhar Kaam Aata Hai.