Hey, friends if you are searching for Bewafa Shayari then our site help you. When lover breaks the faith of love, they search for Bewafa Shayari in Hindi.
On our site ShayariDpStatus you will find a large collection of Bewafa Shayari, Bewafa Shayari 2 Line, Sad Bewafa Shayari, Hindi Bewafa Shayari for Girlfriend. People start using Bewafa Shayari, Status and Sms when they have found someone cheated in love. It is not in everyone’s luck to be successful in love. Our site created a unique collection for Boy and Girl Bewafa Shayari Image. You can share these Bewafa Shayari with your boyfriend and girlfriend. you can set stories on your Whatsapp and Facebook.
मिला के खाक में दिल को वो इस अंदाज़ में बोले,
मिट्टी का खिलौना था कहाँ रखने के काबिल था।
Mila Ke Khaq Mein Dil Ko Woh Iss Andaaz Mein Bole,
Mitti Ka Khilona Tha Kahan Rakhne Ke Qabil Tha.
कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी,
कभी याद आकर उनकी जुदाई मार गयी,
बहुत टूट कर चाहा जिसको हमने,
आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।
Kabhi Gham To Kabhi Tanhai Maar Gayi,
Kabhi Yaad Aakar Unki Judai Maar Gayi,
Bahut Toot Kar Chaha Jisko Humne,
Aakhir Mein Unki Hi Bewafai Maar Gayi.
खो गई मेरी मोहब्बत बेवफाई के दलदल में,
मगर इन आँखों को अब भी वफ़ा की तलास है।
Kho Gayi Meri Mohabbat Bewafai Ke Daldal Me,
Magar Inn Aankho Ko Ab Bhi Wafa Ki Talash Hai.
जान देना आसान नहीं होता,
किसने जान देकर प्रीत निभाई है,
इस खुदगर्ज जमाने में,
सबने की हमसे बेवफाई है।
Jaan Dena Aasan Nahi Hota,
Kisne Jaan Dekar Preet Nibhai Hai,
Is Khudgarj Jamaane Me,
Sabne Ki Humse Bewafai Hai.
सीख कर गया है वो मोहब्बत मुझसे,
जिस से भी करेगा बेमिसाल करेगा।
Seekh Kar Gaya Hai Wo Mohabbat Mujhse,
Jis Se Bhi Karega Be-Misaal Karega.
वो जमाने में यूँ ही बेवफ़ा मशहूर हो गये दोस्त,
हजारों चाहने वाले थे किस-किस से वफ़ा करते।
Wo Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Dost,
Hajaro Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte.
वफ़ा के नाम से मेरे सनम अनजान थे,
किसी की बेवफाई से शायद परेशान थे,
हमने वफ़ा देनी चाही तो पता चला,
हम खुद बेवफा के नाम से बदनाम थे।
Wafa Ke Naam Se Mere Sanam Anjaan The,
Kisi Ki Bewafai Se Shayad Pareshan The,
Humne Wafa Deni Chahi To Pata Chala,
Hum Khud Bewafa Ke Naam Se Badnaam The.